PM Kisan Samman nidhi yojana 14 kist check 2023
PM Kisan Samman Nidhi Pradhan Mantri Kisan Samman Nidhi yojona ke tahat kisano ko 6000 Rupyay Salana tak ki rakam 2000 hazaar Rupyay ke 3 kiston main kisanon ke bank khaton ma jamah ki jati ha. Ye yojana sirf kinano ke liye mukhtas ki gayi hai. Agar abhi tak ap ne Registration PM kisan samman nidhi Yojana main nahi ki ha to aaj hi Apna Registration PM kisan samman ki Official web site par ja kar karen aur Pm kisan smman yojona ka laab uthayen. Yahan aap paden gay PM Kisan Samman Nidhi Registration, EKYC, Status aur Kist ki Date ke baray main pori jaankari. PM kisan Samman Nidhi kab shoru hoyi? PM Kisan Samman Nidhi ka elan farwary 2019 ma abori unoin bajat mai piyush goyal ne kiya tha. PM Kisan samman nidhi se lakho kisanon ko faida mil raha ha. Is Yojana ke liye 2018-2019 main 20 hazar karod (Rs.20,000 Cr)Rupyay mukhtas kiyay gaye thay. PM Kisan Samman Nidhi ke zaryay PM Narindar Modi nay is yojona ki pehli kist Gorakhpor uttarpradesh ma kisanon ko de kar is ka agaz k...